Sab se chhupa dard,jo wo muskura diya,
Uss ki hansi ne to aaj mujh ko rulaa diya,
Lehje se uthh raha tha har ik dard ka dhuaa,
Chehra bataa raha tha ke aaj sab kuch gawaa diya,
Awaaz mein thehrao tha aankhon mein nami thi,
Aur keh raha tha ki maine sab kuch bhula diya,
Jaane kyun usko logon se thi shikayaten,
Tanhaiyon ke desh mein khud ko basa diya,
Khud bhi wo hum se bichhad kar adhura sa ho gaya,
Mujh ko bhi itne logon mein tanha bana diya.

No comments:
Post a Comment