Dil Nahi Lag Raha Doston Ke Bin
Dil nahi lag raha doston ke bin,
Nadaniyaan,gustakhiyaan kuch hasna,kuch rona,
Thha maza roz eik naya unn ke saath,
Abb na wo pal na maza aata hai kyon mujhay rona aata hai,
Kabhi koi baat galat nikal jaati agar zubaan say,
Has ke tha dostoon ka hamaray taal dena,
Diya jinhonay mushkil waqat par saath,
Kya maloom tha wo sahara tha mujhay khona,
Nahi mushkil koi unn say milna dobara,
Lekin iss office ko bhi hai poora din dekhna,
Chalo bardasht karna hai aur kya karna hai,
Agar ho zaroorat to email hum ko kar dena.

No comments:
Post a Comment