Labels

monstica (1)

Search This Blog

Wednesday, February 15, 2012

dil toota hai to aawaaz zaroor aati hai
jab koi rota hai to aansu zaroor aate hai

par hum bhi kya kare zalim ye duniya waalain
nah ab hame rone dete hai nahi hame jene dete hai

hum toh hamari kismat par rote hai
ki kya zindagi di hai hame khuda nai

khuda sain ab ek hi guzarish hai
ki kisi aur ko nain dain aisa tofa

mujhe shikayat khuda sain aaj bhi nahi
mujhe shikayat mere pyaar sain hai

mere pyaar main kya thi kami
jo tu mujhe chod kar chali gayi

mujsain yu ujala cheen gayi
meri zindagi cheen gayi

mujhe aansoo dain gayi
mujhe tanhaiya dain gayi

teri yaadon main aaj bhi jeeta hoon
main abhi tera intezar karta hoon


ab main tanha hi rehna chata hoon
tumhae yaad kartain rehna chata hoon 

No comments:

Post a Comment